To arz kiya hai,
[Irshad]
Rok rakha hai khudko karne se hisaab ek,
Rok rakha hai khudko karne se hisaab ek,
Nahi todi pattiyaan bachaya hai gulaab ek,
[Wah! Wah!]
Maine usko galti se maang liya duaaon me,
Kya maaloom tha jaldi se jaat nahi aazaab ek,
Ab tak uske kul hazaar matlab nikaal baithi hu,
Ab tak uske kul hazaar matlab nikaal baithi hu,
Mere jis sawaal ka usne diya jawaab ek,
[hmm hmm]
Ek soorat mere dil ka amal bigaad deti hai,
Ek soorat mere dil ka amal bigaad deti hai,
Yaani mere husn ka hissa hai kharaab ek

This Shayari video captures the essence of heartbreak and regret. Watch as the poet reflects on lost love and the consequences of his actions. ❤️✍️